Home / Recipes / Kadhi pakodha

790
2
0.0(0)
0

Kadhi pakodha

May-08-2017
Laxmi Sumersingh
15 minutes
Prep Time
30 minutes
Cook Time
4 People
Serves
Read Instructions Save For Later

ABOUT Kadhi pakodha RECIPE

delicious

Recipe Tags

  • Madhya Pradesh

Ingredients Serving: 4

  1. khattha dahi- 4 cup
  2. besan 3 cup
  3. namak-swadanusar
  4. lalmirchi-swadanusar
  5. pisa dhaniya- 4 chammch
  6. haldi- ak tea spoon
  7. methi- 20- 25 dane
  8. raii ya sarso- adha chhota chammch
  9. jeera- aadha chammch
  10. heeng- 2 pinch
  11. oil- 4 cup
  12. pani- 2cup dahi me milane ke liye

Instructions

  1. sabse pahle dahi me pani milakar use hath se ya mixer se aksar kar le.
  2. ab ise ak bharee tale ki patili me dale. isme 1 cup besan ghole , namak dale, haldi dale, achchhi tarah mix kar de.
  3. ab pateeli ko gais on karke mediom flam par rakh de. bich - bich me kalchhi se chalate rahe. or dekhe ki ufan n aa paye. ise 20 minunt ubalne de. iske bad ak ktori me dhaniya mirchi ghol kar isme dal de. thoda ubal aane de flame band kar de
  4. pakodho ke liye- bache besan me namak mirchi heeng dal ke pakodho barabar patla ghol le kadhai me oil dalkar pakodhe tal le or inhe kadhi me dal de . thodi der galne tk dhank kar rakh de.
  5. tadke ke liye- ak badhi pateeli me oil garm kare. isme methi dalkar Tadkae. raiI, jeera , heeng dale tadkne par Kadhi dal de. #KATHI PAKODHA TAIYAR HAI JERRA RICE YA ROTI KE SATH KHAYE

Reviews (0)  

How would you rate this recipe? Please add a star rating before submitting your review.

Submit Review

Similar Recipes

A password link has been sent to your mail. Please check your mail.
Close
SHARE